Re: Timepass
haaN na sachii…311 log ab tak jaaN-ba-Haq ho chuke haiN …
Allah maHfooz rakkhe aisii balaaoN se…vaise, qurb-e-qayaamat kii nishaaniyoN meN se ek yeh bhii hai k zameen par fasaadaat bahot hoNge aur beemaariyaaN phaileNgii aur aasmaanii aafaat aayaa kareNgii…shaayad qayaamat kii aamad kii ibtidaa ho chukii hai ![]()