Re: Timepass
Khaali bechaaraa kahne se meraa bhalaa nahiiN hogaa…kuchh kaar-e-Khair bhii kareN aur is Ghareeb o naa_tavaaN ko ek cup chai aur ek samosa hii khilaa deN…kar bhalaa ho bhalaa!
maiN Allahs e du’aa karuuNgaa k ek “Chaand saa Shahzaada” u ke liye Haazir-e-Khidmat ho…aameen ![]()