Timepass

Re: Timepass

**aaaaaaawwwwwww…chaleN shukr hai k “chand” lamHoN ke liye par plz apnii ghaRii meN tel paanii Daal leN varna agar uskii suii aTak gaii to:

pal bhar kaa ronaa ho jaaye zindagii bhar kaa ronaa :frowning: :smiley:
**

waah…mashaa Allah…Allah kare pyaar aur ziyaada :slight_smile:

**hahaha…

jhooT bole kauwa kaaTe, kaale kauwe se Dariyo!!! :D**