Timepass

Re: Timepass

Baar baar ik ghar ke mehmaan ko kown pasaand kartha hain…

Jo mehmaan kabee kabee aye usko saab chathay hain… :slight_smile:

Chaltay chaltay yeh gorak dhandha saab dekha maine

lekin shayree ka faan naheen seekha maine…

kis ko sunao dil kee dastaan, jab naheen hain meray paas aysee zubaan. :slight_smile: