Re: Timepass
**maiN to zaraa saa hii khaataa huN
… thanks to my doc
yeh sab bhai/bhabhi kii ek dusre ke liye pyaar/moHbbat aur Khaatir tavaazo’ hai…![]()
achchhaa to aap logoN kaa compromise qeeme pe huaa…waah…qeema with green peas and aaloo?
**