Timepass

Re: Timepass

**achchhaa waah…maiN jab pahli baar India meN ek McDonald’s meN gayaa to vahaN Burger na-daarad dekh kar Hairaanii huii phir Khayaal aayaa k oh yeh India hai aur beef yahaN allowed nahiiN hai so uskii jagah par pahli baar “veggie burger” khaayaa aur bahooot maze kaa thaa :smiley:

vaise, India meN McDonald’s kaa menu hii bilkul alag hai…ajeeb saa lagtaa hai! lol :slight_smile:
**