Re: Timepass
**hahaha…i like devil’s advocate
haN saHeeH par vahaN to aur baRe baRe devila maujood haiN…hamaarii na hii daal galegii aur na hii gosht galegaa ![]()
achchhaa, abhii maiN dinner aur maGhrib kii namaaz ke liye jaa rahaa huN…ijaazat chaahuuNgaa…iA ba’d meN milte haiN gar Khudaa laayaa
take care :)**