Timepass

Re: Timepass

**haN yeh to hai…aur ziyaada din rahne se bande kaa “ghar javaayiiN” ban jaane kaa Khatra hotaa hai…vaise, yehii to idea thaa k agar shauhar biwi ke saath hamesha sasuraal jaaye to biwi maayeke meN ziyaada din nahiiN rah sakegii aur is taraH hubby baRaa loving kahlaayegaa aur use garam garam taaza ba taazah dinner/luch milegaa :smiley:

here, devil is at work! :cb:**