Timepass

Re: Timepass

kia waqa’ii, miyaaN begum ko aise hii yaad farmaate haiN? maiN to bhejuuNgaa hii nahiiN kabhii maayeke…saath meN Khud bhii jaauuNgaa, iA :slight_smile: sunaa hai sasuraal meN Khaatir bahot hotii hai daamaad kii vaise hii jaise jail meN choroN kii hotii hai…jail bhii ek taraH kii sasuraal hii hai :smiley: :cb: