Timepass

Re: Timepass

**waah…kia dialogues haiN…vaise, lagtaa hai u abbu se Darti nahiiN ho…achchhii baat hai…mere father kahaa karte the k abbu se to pyaar karnaa chaahiye aur shaitaan se Darnaa chaahiye to ab maiN jab jab aise bachchoN ko dekhtaa huN jo baap se bahot Darte haiN to maiN sochtaa huN yaa Allah kia inke abbu shaitaan haiN! hahaha :omg:

isii baat mauzoo’ par Akbar Allahabadii kaa ek she’r thaa:

ShaiKh saaHab! Khuda se Darte ho?
maiN to angrezoN se hii Dartaa huN!!! :smiley:

angrez ko shaitaan kah diyaa :omg:**