Re: ----> TimePass
Kaisay hain sab log???![]()
Re: ----> TimePass
Kaisay hain sab log???![]()
Re: ----> TimePass
AWWWWWWWW…
kiss nay maraa maree student ko:mad:
rotay nahin good gal:hugz:
Re: ----> TimePass
sonia.. em fine thnx aap kesi ho?
Re: ----> TimePass
i m as usual gr8...............
kya ho raha hai??
sab kahan hain????????
Re: ----> TimePass
bus thora kaam shaam ho raha hai.. :)
sab yaheen thay abhi.. shayad bahar gaye hain lunch k leay.. :)
howz life? n howz tum bin?
Re: ----> TimePass
hmmm kaam shaam…busy ho:faizy:
wel tum bin is fine…
ramzaan k liay excited ho gay …hai na???
Re: ----> TimePass
yeah.. em excited :)
saaray rozay rakhtay ho na aap?
howz ur parhai??
Re: ----> TimePass
![]()
Re: ----> TimePass
jeetay rahain khush rahain.. kese hain aap?
Re: ----> TimePass
Phir kabhi saamne aa zara yeh baat bata,
Ab kahan hogi mere Mehboob mulaqat bata,
Tu to Aalim hai samjhta hai Kitabon ki zaban,
Mera chehra bhi parh mere halaat bata,
Bas hojaye mujhe meri Mohabbat HasiL,
Tu koi aisi DUA aisi Manajaat bata,
Re: ----> TimePass
Ishq ne kya kya ranj sahe tum kya jano
Aag main kitne phool khile tum kya jano
Hijr ki kaali raat main kaise kaise log
khaak main milke khak hue tum kya jano
Humne ik tumhare naam ki khushboo se
Kitne dasht bahar kiyeh tum kya jano
Apni kitab-e-umr ki sari sattron main
Humne kiske khuwab likhe tum kya jano
Tum bichre tou humne apni palkon per
Kitne darya rok liyeh tum kya jano
Sur ki chaooon main lafz ki kaliyan khilne tak
Hum tou sab kucch bhool gaye tum kya jano
Re: ----> TimePass
![]()
Re: ----> TimePass
kese hain deadsoul
Re: ----> TimePass
Alahamdulillah
ap sunao kia horaha hai?
Re: ----> TimePass
kuch khaas nahi.. bus aise he betha hua tha.. chips kha raha tha.. aap khayen ge?
Re: ----> TimePass
w.salam ds kya haal chaal hain aur ahmer bhai kya haal chaal hain kahan guzar rahi hain aaj kal ki subho shaamein ~
Re: ----> TimePass
kuch khaas nahi.. bus aise he betha hua tha.. chips kha raha tha.. aap khayen ge?
konsay chips hain?
Re: ----> TimePass
w.salam ds kya haal chaal hain aur ahmer bhai kya haal chaal hain kahan guzar rahi hain aaj kal ki subho shaamein ~
Bl kaisay ho ap
kia horaha hai
Re: ----> TimePass
hum a1 duaa apki ![]()
Re: ----> TimePass
gud