Re: ----> TimePass
back :(
wb
Re: ----> TimePass
back :(
wb
Re: ----> TimePass
Nahin.. white mein banana tha, fabric tou le liya hai per kaam karne nahin diya abhi tak..
…u know na main kitni susst hon :s
Chiffon ka dress main ne organza se banwaya hai.. light brown aur Indian blue mein.
Re: ----> TimePass
ahan…
kafi fashon hai pk mein tou iss ka…![]()
good yaar.meray liay bhi lay layna tha:)
Re: ----> TimePass
Mairi b bass yehi sab.. cooking aur thorray buhat kaam shaam.
Jaise gaye thay waise hi aaye ho ![]()
Re: ----> TimePass
Nice dress banwaya hai sun k he acha lag raha hia !
madam jee aap ki voice record hui ya nahi abhi tak ?
Re: ----> TimePass
han neelay …peelay he aay hain
Re: ----> TimePass
ahan............ kafi fashon hai pk mein tou iss ka.......:) good yaar.meray liay bhi lay layna tha:)
Theek hai ab jaun gi to le lon gi.. :)
Mujhe tumhare fav colours to pata hi nahin hain.. ?? ..waise main iss Eid pe akaili hongii.. warrna to lhr mein hoti hon :(
Re: ----> TimePass
![]()
Re: ----> TimePass
Lhr...............ahh kya yaad karwaa diya..............jab mein jaon ge tab aanaa.........see u there.......lhr kay mazay he aur hain.........:)
Re: ----> TimePass
Wohhhhhhh… ![]()
Pata hai kia.. main ne Ghazal gaani thi laikin flu ne matt maari huyiii hai aur phir Ramazan b tou haii.. Eid k baad drraaon gi ![]()
Re: ----> TimePass
Theek hai ab jaun gi to le lon gi.. :)
Mujhe tumhare fav colours to pata hi nahin hain.. ?? ..waise main iss Eid pe akaili hongii.. warrna to lhr mein hoti hon :(
so sweet of u ..................
nahin layna.meray aanay tak tou fashion purana ho jaiy ga:(
Re: ----> TimePass
Aliii plzzz.. achay bhaii nahin ho, mood theek karro apna :(
nahin achay bhai hain ye................dekho abhee hasain gay..............aisay....>:D
Re: ----> TimePass
lol.. ye tou haii, Fashion ka aaj kal aisa hi haal do din baad hi puraana ho jaata hai.. ![]()
Tum ne kab aana hai ??
Re: ----> TimePass
lets see.....may be in jan aur feb...........:)
han yaar aik season kay suits dosray saal kaam wali masiyon nay pehnay hotay hain:D
Re: ----> TimePass
Acha Shair suno.................
abhee aamaad hoee hai:D
Re: ----> TimePass
kisi nay arz hai he nahin kaha:teary2:
Re: ----> TimePass
![]()
Re: ----> TimePass
arz karein wah wah wah
Re: ----> TimePass
:aq:
arz he nahin kiya tou wah wah kis liay???