----> TimePass

Re: ----> TimePass

main theek hoon.. aap kesi ho??

rozay kese chal rahay?

maza araha hai na :blush:

wese kahan ghaib ho aap? long time no see?

Re: ----> TimePass

han yaar subah dair say uthtee hon na…Ramzaan jo hai…
phir kaam …kaam…aur kaam
shaam ko aatee hon…
tum batao kaisee ho???

Re: ----> TimePass

mein theek thaak hon...
rozay r going finee...:)
maza bhi aa raha hai...:)

Re: ----> TimePass

main bhi alhamdulillah fine.. aap kese ho? itnay chakkar kion arahay hain aapko?

ramzan mubarak :slight_smile:

itnay din mujhe miss kia :blush:

Re: ----> TimePass

Assalam o Alaikum Soniia..
Kaisi ho ?? Aaj is time.. :aq:

Re: ----> TimePass

:wsalam:
han ..yaar buss time nikal k aee hon…
time ki baree qillat hai aj kal…
bohat log naraz hain…coz cant give them proper time:(

Re: ----> TimePass

Aaj 6th roza hai to aanay hi hain.. :stuck_out_tongue:
Aap ko bhii..
Nahinnnn, woh b karrna tha kia ?? :whistling:

Re: ----> TimePass

LOL

Re: ----> TimePass

kon kon naraz hai??

unhain batao k rozay daron se naraz nahi hona chaheay :slight_smile:

Re: ----> TimePass

Haan ye tou hai, Ramzan mein time hi nahin milta..
Aaj iftari mein kia banao gii ?

Re: ----> TimePass

aww.. weakness hogai??? nashtay main kia khaya??
:slight_smile:
matlab ye batana paray ga k miss kerna tha.. aur ye kia.. ramzan main seetiaan.. TAUBA TAUBA aaj kal ki larkiaan.. :blush:

Re: ----> TimePass

wel yaar abhee dekhtee hon…
pudding n jelly tu must hai…aj haleem bana laytee hon khanay mein:)
ak no pakoray …
han chicken samosay fry karon ge…
mein nay banay hain…tasty hain…
ufff…mein kitni sughar hon:layd:

Re: ----> TimePass

ohho.. mashaAllah.. itni sughar.. sab kuch kia frozen food wala samaan hai :blush:

wese tum bin kesi hain?? wo helpkerwati hain k nahi??

Re: ----> TimePass

array nahin.. abhi se kahaan.. Nashta, maira imtihaan le rahay ho ?? :smilestar:
Sehri mein paratha khaya tha chicken k saath..

tupppppp ye woh waali seetiyan nahin hain, pata nahin larke aaj kal ki larkiyon ko kyun rotay rehte hain.. :naraz:

Re: ----> TimePass

:naraz:
wo…han help kartee hai sirf khanay k time pay…
aj assignment daynee theee…aik week say milee hoe thee…kal raat mein complete ki hai…maree neind bhi kharab ki:(
nahin sirf samosay bana k freez kiay hain…

Re: ----> TimePass

ohh acha.. mera matlab sehri = nashta he hota hai.. :blush:

main to anda paratha khata hoon :slight_smile:

wese mujhe sirf aik he seeti ka pata tha.. jo larkiaan bajati hain larkon ko dekh ker :smiley:

koi aur bhi qisam hoti hain?

Re: ----> TimePass

mein nay poem likhe hai aj share karon ge............
zayadaa zayadaa replies dayna..........
theek hai na????

Re: ----> TimePass

Pudding n jelly maire liye bacha layna.. main raat mein khaun gi :blush:

yaar kuch naya try karro to recipe share karrna.. Ramzan k end tak sab kuch khatam ho jaata hai banane k liye.. :bummer:

Main ne kal stuffed chicken banaya, acha tha.. :hula:

Re: ----> TimePass

:smilestar:
kya>???
kon bajaata hai???:smilestar:
hum larkiyan Maasomiyaat k paykar hain

Re: ----> TimePass

hmm.. nice to see k helpkerwati hain.. chahay khanay k time pe he kion nahi :smiley:
wese parhai kerna bhi kitna azaab wala kaam hai :frowning: bachon ko kitni kitabain parhni hoti hain.. kher abb assignment khatam na.. to U can take control :slight_smile: zulm shuru :blush: