----> TimePass

Re: ----> TimePass

Nahin.. white mein banana tha, fabric tou le liya hai per kaam karne nahin diya abhi tak.. :bummer: …u know na main kitni susst hon :s

Chiffon ka dress main ne organza se banwaya hai.. light brown aur Indian blue mein.