----> TimePass

Re: ----> TimePass

Ye song Waqar Ali ne compose kia tha.. Ali Azmat, Waqar Ali and Sadaf ne gaaya hai.. aur PTV ke dramay k leay gaaya tha..

Sun lo sun sako to, tum ko aanso pukarain :)

aur ye ganay ka part nahi.. isay kisi ne parha hai.. shayad Talat Hussain ki awaz hai :$ play ganay k beech main hota hai :)