Re: ----> TimePass
abi tak to acha guzar raha hai sirf 12 huwy hain ![]()
Re: ----> TimePass
so gaye sab again
Re: ----> TimePass
mai to nai soye ![]()
Re: ----> TimePass
saath dil k chalay dil ko nahi roka humnay
jo naa upna tha ussay toot k chaha humnay
aik dhookay mein katy umer humari saari
kia baatain kissay paaya kissay khoya humnay
yeh kis song mein aata hai waqar ali ka hai shayad yeh song ~tello tello
Re: ----> TimePass
![]()
kese hain sab?
sab ko Ramadan Mubarak ![]()
Re: ----> TimePass
saath dil k chalay dil ko nahi roka humnay jo naa upna tha ussay toot k chaha humnay aik dhookay mein katy umer humari saari kia baatain kissay paaya kissay khoya humnay
yeh kis song mein aata hai waqar ali ka hai shayad yeh song ~tello tello
Ye song Waqar Ali ne compose kia tha.. Ali Azmat, Waqar Ali and Sadaf ne gaaya hai.. aur PTV ke dramay k leay gaaya tha..
Sun lo sun sako to, tum ko aanso pukarain :)
aur ye ganay ka part nahi.. isay kisi ne parha hai.. shayad Talat Hussain ki awaz hai :$ play ganay k beech main hota hai :)
Re: ----> TimePass
W/Salam Ahmer Bhai, Yaar 8:00PM say office mein hon. aur Musalsal kaam kar raha hon. Waisay Rozay mein 2 hours work bhi zyada hota hay LOLZ. ![]()
Re: ----> TimePass
:)
hamari timings 9 - 3:30 hain :)
what are ur tiimings?
btw kese ho aap?
Re: ----> TimePass
Yes Ahmer, You are rigth. this song is title song of drama which was shot in ScottLand by Mr. and Mrs. Sheikh.
Re: ----> TimePass
:) hamari timings 9 - 3:30 hain :)
what are ur tiimings?
btw kese ho aap?
Hamara to Sarkari Khaata hay LOLZ, :)
Friday ko 8AM-11-30AM
Monday-Thursday 8:00AM to 2:00PM :)
aur sub loog 1:00 Bajay Nimaaz kay liay nikaltay hein to phir wapis nahein aatay... hahah
Re: ----> TimePass
I am System Administrator IT & Telecom, Ministry of Science and Technology Islamabad.
and U?
Re: ----> TimePass
Hello ![]()
Re: ----> TimePass
hello tum bin.. :)
arsalan em working in a Textile machinery indenting firm :)
Re: ----> TimePass
kese hain aap doongay samander ![]()
Re: ----> TimePass
lucky ppls ![]()
here 8 am till 7 pm sunday to thursday ![]()
during ramadan 8 am to 3 pm sunday to thursday
Re: ----> TimePass
Allah ka Karam hai aap sunain Surkh Shanakht ![]()
Re: ----> TimePass
lolx..
em fine thnx :)
lucky to aap bhi hain.. k friday sat off manatay hain :(