----> TimePass

Re: ----> TimePass

nai daant saaf karkay aye ho dekhain :D ha ha ha dentonic :D

Re: ----> TimePass

:bobo:<= Ye aap warzish ker rahee hain?

Re: ----> TimePass

chalo Ahmer ap k liyay chay lay aaya hai isi say kaam chalaiyay..... mera to raat ka khana bhi approx tayar hai. ager qeema kahan pasand kero to bread k sath la doon :p

Re: ----> TimePass

ooh yes. wasay i personally never used these words in daily life , aap nay khabhi use kiya?

Re: ----> TimePass

:D

Re: ----> TimePass

nahi :D itni garhi urdu kabhi nahi use ki. haan mazak main kabhi kabhi kisi friend ko likh detay hain :)

Re: ----> TimePass

qeema kiss chees ka? aur with aloo or mutter :)

Re: ----> TimePass

mujhe qeema la dain.. mainm kha loon :$

Re: ----> TimePass

ager aapki tabiyat shareef ko nagawar-e-khatir na guzre to main aap se kuch qeema udhaar talab ker sakta hoon.. jab hamaray ghar banay ga to wapas lauta doonga..

Re: ----> TimePass

:D :D :D , aur rooti ka kiya kurna redid?

Re: ----> TimePass

Chicken ka q eema hai. na mater k sath na aalo k. bilkul sada qeema hai dum wala.....:) jis main koylay ki steam detay hain. abhi dum per rakha hoa hai. bas roti dalni hai wo namaz k baad daloon gi.

Ahmer mail keroon ya TP main hi send ker doon :p

Re: ----> TimePass

bilkul nahi janab, dawat - e- aam hai :D

khaiyay to sath shami kabab bhi bana dain....?

Re: ----> TimePass

roti to main bana he loonga :)

Re: ----> TimePass

:halo: :halo: wo koun sa hoota hay, dum wala qeema , never tried, no experience, never tasted. wasay qeema tu mutter kay saath hi aacha hoota… hayee kiya yaad dila diya aap nay, aami kay haath ka buna aloo qeema, and mutter qeema :slight_smile:

Re: ----> TimePass

g g chlao sary mery sath karo :bobo:

Re: ----> TimePass

wah je ap ko roti banani aati hai......

larkiyan to fat haan ker dain gi shadi k liyay :p he he he he

Re: ----> TimePass

ye qeema to mera fav hai.. aur sath main kabab bhi.. wow wat an offer.. mujhe courier ker dain.. :D

Re: ----> TimePass

mera ama nay kal hi qeema alo banaye thay :yummy:

Re: ----> TimePass

wa ji, tu phir she saying na kay qeema tu dum wala hay, wo bhi try kur lo as aap kay dubai pahunchnay tuk tu all finsihed as dawat-e-aam hay :D

Re: ----> TimePass

:bobo: