Re: ----> TimePass
:D main nay diya :p
Re: ----> TimePass
:D main nay diya :p
Re: ----> TimePass
Lekin aap ney to kaha ke koi nahi hey :)
Re: ----> TimePass
meray ilawa koi nahi hai na..... :)
Re: ----> TimePass
haha
Re: ----> TimePass
ye “haha” ki aawaaz kahaaN sey aai:confused:
Re: ----> TimePass
yay BB ki awaz lagti hai....... rasta bhatak gay hain lagta hai :p
Re: ----> TimePass
idher hi kahain aas pass say, mughay bhi aai :)
Re: ----> TimePass
![]()
main agaya ![]()
Re: ----> TimePass
kia hal hai janab BB sahab ap ka....
Re: ----> TimePass
walaikum salam.......
jetay rahain khush rahain :D
Re: ----> TimePass
kaysy hain aap loog?
main theek hoon aur aap ki khairiyat chahta hoon, pata nahi wo kiya words hootay thay in urdu , jo buchpan main purhay thay :D
Re: ----> TimePass
Amal, bit tired ya koi aur musla hay that you seem bit down :)
Re: ----> TimePass
kaysy hain aap loog? main theek hoon aur aap ki khairiyat chahta hoon, pata nahi wo kiya words hootay thay in urdu , jo buchpan main purhay thay :D
ap ki khairiyat naik matloob chahta hoon :p
Re: ----> TimePass
Morning ![]()
Re: ----> TimePass
hamari taraf to Allah ka shuker hai sab khairiyat hai..... ap apni kahiyay....:)
Re: ----> TimePass
Good morning shab...... kia hal hain...? kuch nashta waghaira kia.......?
Re: ----> TimePass
koi haal nahi, bunda daant tu saaf kur layta hay pahlay , seedhi aap idher hi a jaati ho ![]()
Re: ----> TimePass
mai to bohat achii ho abhi to sub sorhy isliye no bfast ![]()
Re: ----> TimePass
ye lejay aur jamaiaan lena chhorain.. ![]()