Re: ----> TimePass
Merey aziz hum-watoN.....hum chaltey heiN.... :)
Re: ----> TimePass
Merey aziz hum-watoN.....hum chaltey heiN.... :)
Re: ----> TimePass
is ka reply already UN ko mil chuka ![]()
Re: ----> TimePass
ok Aymal Rub rakha hum b chalay ![]()
Re: ----> TimePass
Merey aziz hum-watoN.....hum chaltey heiN.... :)
abhi tau maahol banaa thaa yaar :(
Re: ----> TimePass
bakra hai k billa jo chohiyaa ko bhi kaha jata hai :P
Re: ----> TimePass
Anwaar bhai aap ki ghazal ki taraf kisi ka dhiyaan bhi nahi........ab na to hum khileiN ge aur na idhar rukeiN ge..........apun jaa rey la ey :D
parhi hai hum nay lakin ab usko alag post kary to ziyda karay gay :D
Re: ----> TimePass
Meri aek upcoming ghazal sey aap sab logoN ke leeye :~)
Neend orrh ke beitthi hey khaab ke do'shaaley
sajey huwey heiN falak ke saarey ghar waaley
duwa to hey ke raat chalti rahey magar dar hey
wo nigaahoN ko uttha kar subha na kar daaley
:)
Re: ----> TimePass
bakra hai k billa jo chohiyaa ko bhi kaha jata hai :P
billaY billaY pe likhaa hai billi billi kaa naam
Re: ----> TimePass
wo nigaahoN ko uttha kar subha na kar daaley
woahhhhhhh… Top shot:k:
waisaY it is called lazy eligance ![]()
Re: ----> TimePass
oye hoye @ last line ![]()
looking forward to read the whole ghazal ![]()
azadi par bi likho na mery liye ![]()
Re: ----> TimePass
boley to??? ![]()
Re: ----> TimePass
billaY billaY pe likhaa hai billi billi kaa naam
yay bila kia shadi kernay ja raha hai. jo her billay pay bili ka naam likha hai :D
yahan to chohiya or bakra thay :P
Re: ----> TimePass
duwa to hey ke raat chalti rahey magar dar hey
wo nigaahoN ko uttha kar subha na kar daaley
Beautiful...
auR wo subha kitni haseeN ho ghi Amal
jo adh khuli akhiooN se hamiN ko maar daalay
Re: ----> TimePass
yaar buss yooN hee ![]()
laikin it looks amazing.. can not wait more …
poem of the month in sho’ara-e-Gupshup for sure :k:
Re: ----> TimePass
auR wo subha kitni haseeN ho ghi Amal jo adh khuli akhiooN se hamiN ko maar daalay
Kya baat hey NikamiJi.....aap to shaeraana ho gai heiN ;)
Re: ----> TimePass
billaY billaY pe likhaa hai billi billi kaa naam
itnay bilooN pe aik bili ka naam likho agye tu baad main khud he rowo gay :D
Re: ----> TimePass
oh Really ap tu raat main he ankahiN maRnay lag paRay ab itni b shaiera nahi hwue
![]()
Re: ----> TimePass
gharu saY paRho uRti chiRyaa ![]()
billi dau dafaa hai aur billa bhee dau dafaa.. tau it is one to one relationship
Re: ----> TimePass
wesey is waqt Shora-e-Gupshup meiN aap ki ghazal ke hotey huwey hameiN kon poochey ga??? ![]()
Re: ----> TimePass
yay bila kia shadi kernay ja raha hai. jo her billay pay bili ka naam likha hai :D
yahan to chohiya or bakra thay :P
buss hum apnaY matlab kee baat aisaY hee nikaaL laataY haiN :p