Re: ----> TimePass
^ acha wo keon auR kahN pe dhoondh rahya :(
Un becharoN ko bhi darshan de dia karo na aap "D
Re: ----> TimePass
^ acha wo keon auR kahN pe dhoondh rahya :(
Un becharoN ko bhi darshan de dia karo na aap "D
Re: ----> TimePass
peR dhoondh kahan rahya jo me unhin darshaN day
..meray ko apnay darshaN salooN baad hotey Un ko kahN se day ![]()
Re: ----> TimePass
Jano ![]()
mery pass bohat time hai ![]()
Re: ----> TimePass
aray shab chay banany gai thi k pay galanay :P
Re: ----> TimePass
ghazal kaha tak pohnchi plzzz bacho write me winner ghazal for azadi contest ![]()
Re: ----> TimePass
Anwaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaar????????????????? :(
Re: ----> TimePass
acah waqie se ![]()
Re: ----> TimePass
Dil kaY sehraa maiN dhooNdhaY jo challaY thaY nakh’L
jaanaY kiouN har qad’m pe saraab milaa kartaY haiN
![]()
Re: ----> TimePass
OH sis u still here
pahly papa kaliye banaye phir badh mai sub kaliye ![]()
Re: ----> TimePass
haan gi ![]()
kya horha ![]()
Re: ----> TimePass
Bhai jaan…aap khud hi apni adaaoN pe zara ghaor kijeeye…hum kuch kaheiN ge to shikaayat ho gi ;)…zameen pe sey phical rahey heiN aap ![]()
Re: ----> TimePass
acha main to samjhi kaheen pay to nahi pakanay baith gai :P
Re: ----> TimePass
phisalnay dau yaar… challo iss kee taseeh karo ![]()
Re: ----> TimePass
Na’jaaney kin andaazoN sey lehjoN ki taameer kia kartey heiN
MeraY khuloos ko dushmani saY woh Ta’beer kiya kartaY haiN
kahaani chorrye ik lafz bhi toofaan-e-waqt nahi mitaney paata
kuch log asbaaq-e-wafa dil ke lahu sey tehreer kia kartey heiN
Looking OK? ![]()
Re: ----> TimePass
AQ ji Coconut ko bula lain taseeh k sath sath translation bhi ho jay gi :D.
aik ticket main do mazay :P
Re: ----> TimePass
ofcourse ![]()
yaar … aap hee likho geY tau jaan aaye gee iss ghazal maiN ![]()
Re: ----> TimePass
Shhhh! ![]()
Re: ----> TimePass
kal tk to moo latkaya hoa tha AQ ap nay aj itni hansi aa rahi hai. lagta hai khopray k bina udaas hain . us k naam say hi itni hansi aa gai ap ko :) aanay per khushi say pagal hi na ho jain ap..... :P
Re: ----> TimePass
Na’jaaney kin andaazoN sey lehjoN ki taameer kia kartey heiN
MeraY khuloos ko dushmani saY woh Ta’beer kiya kartaY haiN
kahaani chorrye ik lafz bhi toofaan-e-waqt nahi mitaney paata
kuch log asbaaq-e-wafa dil ke lahu sey tehreer kia kartey heiN
Anwaar beech mein phaNcha ke bhaag rahey ho dost ![]()