hamari uni walay list detay hain jis main software project hota hai ya phir thesis. ab us main say ap ko choose kerna hota hai jo bhi ap kerna chahain. daikhiyay ab yay to september main hi pata chalay ga k kia detay hain.
exam theek hi hoay hain. i hope achay grades aa jain :)
thanks for the interview. baki phir sahi. abhi chalti hoon. shaam main inshallah mulakat ho gi.
Allah hafiz
hmmmmmmmm meri guidance par agar aap rahi to phir aap nay kar liya project :D aap ka erada thesis ka hay ya s/w project ka ? wese aaap abhi say list lay sakti hain to lay lain and start working jis mai b aap interested hain its very impotant k aap ko domain ka pata hona chiay jis mai aap nay projtect karna hay and i guess k its right time to know about domain and u r free from semester :-) **
*inshaALLAH ache hi hon gay :-) *
*Anways Wish u all the best *
*Always Welcome :-) *
*do take care alot *
*b happy n keep smiling always *
**ALLAH HAFIZ
haaN bhai yeh bhee saheeh hai:D… aik cheez hoti hai trustworthy… jiss din ho jaaouN gaa trustworthy, advertise kar dooN gaa.. filhaal it was only a Gup