----> TimePass

Re: ----> TimePass

bhai logoN!

I have not yet received any nazrana-e-aqeedat waalaY kaalaY bakraY, kukRiyaaN aur miThaaiyaaN for the best of the best competition…

time kam hai aur muqaablaa sakht…

Shaair-e-Shumaal Maghrib Gaddi (cushion waali, car naheeN:vivo: ) nasheen Hazrat shaikh Anwar Qureshi Muddaa zillahul a’aali wa afi anhu naY apnaa faislaa mehfooz kar liyaa hai… sub loug jaldi jaldi apnaY nazraanaY hamaaraY aastaanaY par pohNchaanaa shuru kar daiN :smokin: