Re: ----> TimePass
mai agayeeeeeee ![]()
salaaam ![]()
kasay hain sub ???
Re: ----> TimePass
mai agayeeeeeee ![]()
salaaam ![]()
kasay hain sub ???
Re: ----> TimePass
mai kya karo kaam par itna kuch kanray ko hota nahi to kisi na kisi tarha to time guzarna hai ![]()
Oh btw why didnt you Participate in contest ![]()
Re: ----> TimePass
meri marzi ![]()
Re: ----> TimePass
Chalain agaee hain to meri share ki hui ghazal pe apni tajrabay ki roshni daal dain.. ![]()
Re: ----> TimePass
Chalain agaee hain to meri share ki hui ghazal pe apni tajrabay ki roshni daal dain.. :)
ap kay kahnay say pahlay hi dal di hai roshti :D
Re: ----> TimePass
ap kay kahnay say pahlay hi dal di hai roshti :D
aap ne nazm pe roshni daali hai.. i was talking ab the ghazal in competetion :p
Re: ----> TimePass
Oh acha us par mai roshni kyu dalo 3 judges hain na let them do their work
mai asay hi apna dimagh use karo ![]()
Re: ----> TimePass
salam shabbo baji
and subko
Re: ----> TimePass
w salaam ![]()
kasay ho?
Re: ----> TimePass
bhai logoN!
I have not yet received any nazrana-e-aqeedat waalaY kaalaY bakraY, kukRiyaaN aur miThaaiyaaN for the best of the best competition…
time kam hai aur muqaablaa sakht…
Shaair-e-Shumaal Maghrib Gaddi (cushion waali, car naheeN:vivo: ) nasheen Hazrat shaikh Anwar Qureshi Muddaa zillahul a’aali wa afi anhu naY apnaa faislaa mehfooz kar liyaa hai… sub loug jaldi jaldi apnaY nazraanaY hamaaraY aastaanaY par pohNchaanaa shuru kar daiN ![]()
Re: ----> TimePass
![]()
Re: ----> TimePass
kali murghiya
http://www.orpingtons.co.uk/html_images/Picture%20369.jpg
kalay bakaray
http://www.blackwelsh.org/memberpix/lambs01.jpeg
Methaye shukar hai koi achi chez bhi mangi hai :hoonh:
http://p.vtourist.com/1/739969-Mehmood_Sweet_House-Lahore.jpg
now tello who is the winner :bobo:
PS
tobha mai kitni farigh ho :crying:
Re: ----> TimePass
murghioN kee ta’adaad ziadah hai
bakroN kaa size choTaa hai
miThaai maiN rass malaai naheen hai
Rejected ![]()
Re: ----> TimePass
this is so not fair ![]()
ye sub pahlay batna chaiye tha ![]()
Re: ----> TimePass
phir maiN reject kaisaY kartaa :halo:
Re: ----> TimePass
wasay ap ko ye black murghi aur baqray kyu chaiye
hamri ghazalin itni achi hain jo unka sadqa utarna hai ![]()
and rus malaye doesnt come with mithaye ![]()
Re: ----> TimePass
:halo: shabo aj kla kher hai na:D ![]()
Re: ----> TimePass
![]()
Re: ----> TimePass
![]()
how you doing ![]()