Re: Timepass - October 2013
2,3 loon ki kiya rally bany ge ![]()
Re: Timepass - October 2013
2,3 loon ki kiya rally bany ge ![]()
Re: Timepass - October 2013
kiya hua
itna bara moonh kiyon khol rakha hai
Changezi Khani rooh bedaar ho rahi hai.. baby ko tanha paa kar
Re: Timepass - October 2013
dawat to ho sakti hai
waise bhi rally mein kiya rakha hai
amanpasandi k saath roti khao te apne gharan nu jao
Re: Timepass - October 2013
Changezi Khani rooh bedaar ho rahi hai.. baby ko tanha paa kar
tanha hoon to kiya gham hai
isi zamn mein ek shair irshad hai
"mere marne se kisi ko khas farq na hoga
bas ik tanhai kahe gi,mera hamsafar chala gaya"
Re: Timepass - October 2013
![]()
Re: Timepass - October 2013
Jin logon mein watan badalne ka keera hai Un k liye
Advice to Youngsters :-
.
.
.
Forget about changing the country, once you
get married you can't even change the TV
channel...
Re: Timepass - October 2013
Na ro bacha
ant bhala to sab bhala:smokin:
Re: Timepass - October 2013
![]()
Re: Timepass - October 2013
Hasrat unn babiyon per jo baba bane bagher chal base ![]()
Re: Timepass - October 2013
o paai in rola kiyon paa rahe ho
khush naseeb nikle
bach gaye hisaab kitaab se
Re: Timepass - October 2013
o paai in rola kiyon paa rahe ho
khush naseeb nikle
bach gaye hisaab kitaab se
kehRa hisaab?
Re: Timepass - October 2013
utho jaago poetry walo.. matla abr aalood hai
Walaikumsalam laikn barish to kal ho ge
Re: Timepass - October 2013
aur, maqt’a kia dood aalood hai? ![]()
Re: Timepass - October 2013
utho jago poetry walo, karachi kay log bhi kashtiyon mein beth ker aye howey hain. ![]()
Re: Timepass - October 2013
kehRa hisaab?
doomsday wala
Re: Timepass - October 2013
UK ki dhoop ki tarsi huwi awaam ![]()
Re: Timepass - October 2013
doomsday wala
asli wala doomsday ya naaqli wala