Timepass - October 2013

Re: Timepass - October 2013

Haan ji

abhi baat hui
thori dair tak jaana hai

aur sunao ki haal e sarkar?/

Re: Timepass - October 2013

kabhii kanayda ke jaagte bandhuuoN ko bhii koi lori shori gaa goo ke sulaa diyaa kareN! :cb:

Re: Timepass - October 2013

In logon ko loriyan nahi aatin

sirf neend kharab karni aati hai:yawn:

Re: Timepass - October 2013

aap ne to subh subh Pakiza movie ki Meena Kumari yaad dila di..

Inhi logon ne.. Inhin loon ne…

Re: Timepass - October 2013

:hmmm:

kisi aur ko bhi yaad kar liya karen:sadiyah:

Re: Timepass - October 2013

aur na hii koii maHfil-e-mujraa sajaanii! :wink:

sach bataayeN…Meena Kumari yaad aayii yaa mujraa? :cb:

Re: Timepass - October 2013

:hehe:

goya mahool bemaza hai:p

o waah ji

Aap ne to baal ki khaal nikaal li:clap:

Re: Timepass - October 2013

thankoo…ab Muqwee kii agli post per khaal ke baal utaaruuNgaa! :wink:

Re: Timepass - October 2013

mujhe to meena kumari kahin se tawaif lagi hi nahin uss movie main

Re: Timepass - October 2013

chamre ka kaam to nahi shuroo kar diya:hmmm:

Re: Timepass - October 2013

waise India main chamRe ki sana’at Musalmano ke hath main hi hai… ab suna hai suat e haal badal rahi hai

Re: Timepass - October 2013

to phir aur kiya lagi:faizy:

Re: Timepass - October 2013

Haan ji

hogi hi

ziyada tar bare janwar ki khaal jo istimaal hoti hai:hmmm:

ab kaise?/

Re: Timepass - October 2013

16 saal meN film bani thii…us movie meN Meena Kumari ne jawaanii se buRhaape kii seeRhiyaaN chaRh Daalii thiiN ya’nii zeena e awwaliN se zeena-e-aaKhiri tak…pahle aadhe ghanTe tak achchii lagii movie phir jab uskii umr Dhal gaii to maza nahiiN aayaa…:wink:

iraada to yehii hai magar pahle mujhe sab kii khaal to utaar lene deN! :smiley:

filam garam hawaa dekh kar Agra ke saare kariigar Pakistan sidhaare…ab Agra kaa Nagra joota banaane waalaa koii nahiiN…

u are right…Muslim’s monopoly is gone! sadly! par fikar NOT Mumbai meN akkha bhai log apan sab musalmaan hii haiN :cb:

Re: Timepass - October 2013

:salam: utho jago poetry walo, subah ho gayee. :chai:

Re: Timepass - October 2013

:salam:
kese hein sab :blush:

Re: Timepass - October 2013

:wsalam: waise hi hain sab. Perfection can never be improved :hehe:

Re: Timepass - October 2013

Abhi toh snow shuru nahin howee aur aap pehlay hee ghayab ho gayee. :hmmm:

Re: Timepass - October 2013

aap ke paas fridge hai?

Re: Timepass - October 2013

Mera paas hai

pani piyaon??:p