Timepass - October 2013

Re: Timepass - October 2013

karam hai mailk ka.. achi guzri. aap kahan ghayab the

Re: Timepass - October 2013

eid pe ghar gya tha
dosra wohi bahana,net wala

Re: Timepass - October 2013

Humein tu koi pochta hi nahi :snooty:

Re: Timepass - October 2013

serveka siyapa khatam ho to hum kuch poochen na

Re: Timepass - October 2013

zara sabar karein poochta hon aap ko bhi

Re: Timepass - October 2013

kiya kaata? ya jaib katwa ke aa gae :p

Re: Timepass - October 2013

waise maine to kehne wala tha 'Allah hi pooche' :p

Re: Timepass - October 2013

bakra kaata,pehly jaib katwaei to bakra mila

Re: Timepass - October 2013

Allah to pochey hi ga,laikin pehlay main poochon ga:jj::asa:

Re: Timepass - October 2013

Haan ji

Main to confuse ho gaya

2009 model hi nazar aa rahe hain Har jaga se

850000

ede naalu changa Main city ya civic le lenda 1 2 lakh paa k:mad:

Pajero Mini dekhi wahin pe 4 lakh ki

Mujhe lagta hai k parts ka problem hoga:smack:

Re: Timepass - October 2013

badshaho gaariyan kafi mehngi hogai hain. nai Cultus taqreeban Rs 1.1 Million tak padti hai

Re: Timepass - October 2013

Haan ji

old models ki baat kar raha 950000 100000 tak mil jati 2004-05 civic
aur city 2007-08 bhi 900000 tak

Haan ji

Us hisaab nal 9 model ka 9 lakh kaise ho sakta hai:mad:

Is se acha new na le le banda

Re: Timepass - October 2013

haan leni hai to nai lena.. 2-3 laakh ko mat dekhna.. waise bhi rokRa to hai na aap ke paas MashaAllah :hehe:

Re: Timepass - October 2013

Corolla ly lain black color ki :halo:

Re: Timepass - October 2013

:nahi:

wohi to nahi leni sarkar

2 saal baad to sale kar deni hai

fir itna paisa kiyon lagaye banda

new to woh le jis ko pasand aa gai ho
aur sale ka iraada na ho

jis nu chain na pave ik gaddi te
ohda kiii

to aur kis ko dekhon:hmmm:

Re: Timepass - October 2013

abhi us ka time nahi aaya

actually confuse ho gaya hoon k

kiya karon

2 saal baad sedan leni hi hai
to abhi loon ya

lakh 2 ka loss kha k:smack2:

actually bari gaariyon ki parking ka problem in big cities

black to kabhi bhi nahi lena
raat mein nazar mushkil se aati hai

Re: Timepass - October 2013

abhi koi charade pakaR lo

Re: Timepass - October 2013

I love black hamary paas bhe black me the laikn theek keh rahy bari gari drive krna bhe mushkil hy parking to masla hy he.

Re: Timepass - October 2013

Mehran hai na 1994 model

phir zaroorat kiya hai

aadhi uncle ki aadhi Dad ki

Dad se kaha k gaari alag karen
Unho ne kaha saanu ise te rehn de te Aap hor koi gadi le laa:mad:

abhi problem jo Main hai na

woh maintenance ka hai
Us gaari ko sahi se maintain nahi kiya gaya
kharakti hai aur ghussa dilaati hai

bataya tha na 100 pe aise lagta hai k engine baahir ja pare ga:mad:

cultus ka yeh hai k agar chaha to wohi rakhi rakhein ge

Magar Mujhe apne halaat se aisa nahi lagta k Main bari gaari lene se baaz rahon ga:bummer:

Re: Timepass - October 2013

chung chi riksha le lo.. ya bike karae par lo.. iss umr main to bike se kaam chala lo.. 3 pahiyon wali bike bhi aaj kal kafi dekhne main aa rahi hai :hehe: