Re: Timepass November 2014 (Iqbal ka maheena)
kiya haal hai sohniyo

jealous log. ![]()
Re: Timepass November 2014 (Iqbal ka maheena)
aap ke haan to 12 maheene saawan hota hai

Nazar laga dee hai aap logon nay, iss saal itnee barrish nahin howey

kiya khushk saali ho gai? :p
Re: Timepass November 2014 (Iqbal ka maheena)
fit faat Alhamdulillah, aap sunaein kese hain ??
Kya nai tazi hai ??

karachi waalon ko topiyan pehn’ne ka boht shauq hai kiya:hmmm:
Re: Timepass November 2014 (Iqbal ka maheena)
bus ji kiya karen. duniya main aae hain to jeena hi pare ga :hinna:
Re: Timepass November 2014 (Iqbal ka maheena)
fit faat Alhamdulillah, aap sunaein kese hain ??
Kya nai tazi hai ??
subh subh Munir Niazi ka interview suna gaRi main. Parveen Shakir ne interview lia tha. acha tha.. uss main wo gaon wali nazm bhi thi
Re: Timepass November 2014 (Iqbal ka maheena)
to Hum marne ka kab bol rahe
jeo aur khul k jeo
sarkaari dafaatir k chakar laga k jeo:k:
Re: Timepass November 2014 (Iqbal ka maheena)
dafa door. aaj subh subh hi.. ‘kundi na khaRka sohniya sidha ander aa’ ki tarah aa gae ho
![]()
Re: Timepass November 2014 (Iqbal ka maheena)
kaise mizaaj e giraamii haiN?
Re: Timepass November 2014 (Iqbal ka maheena)
leh
o thakur saab
sarkaari dafaatir k chakar nahi lagao ge to kaam kaise hoga
Haan
tussi te kholya nahi buha
Re: Timepass November 2014 (Iqbal ka maheena)
aap kiyun itni thand main ab tak jaag rahe hain?
Re: Timepass November 2014 (Iqbal ka maheena)
lol…ThanD kii vajah se ![]()
vo ek gaanaa bhii thaa na k:
mujhko ThanD lag rahii hai…![]()
Re: Timepass November 2014 (Iqbal ka maheena)
ab aap ke daur ke gaanon ka hamen kiya pata…
Re: Timepass November 2014 (Iqbal ka maheena)
utho jago poetry walo. ![]()
Walaikumsalam or sunain ki haal chaal ay? ![]()
Re: Timepass November 2014 (Iqbal ka maheena)
Haal bhi theek hai aur chaal bhi.

waise 'punjaban di tor' hoti hai to Punjabi mard ki chaal ko kiya kaha jata hai?