Re: Timepass November 2014 (Iqbal ka maheena)
you mean advance booking :D
Re: Timepass November 2014 (Iqbal ka maheena)
you mean advance booking :D
Re: Timepass November 2014 (Iqbal ka maheena)
:omg: ab to ye koi mazhabi laRai ho gai hai… mera leader leader, tera leader phattoo
Re: Timepass November 2014 (Iqbal ka maheena)
You mean Pahtoo Vs Natho ![]()
Re: Timepass November 2014 (Iqbal ka maheena)
Re: Timepass November 2014 (Iqbal ka maheena)
Re: Timepass November 2014 (Iqbal ka maheena)
:hehe:
Re: Timepass November 2014 (Iqbal ka maheena)
![]()
lafz “TOKEN” kaa matlab kia Pakistan meN jaali [fake] cheezoN se liyaa jaataa hai?
Re: Timepass November 2014 (Iqbal ka maheena)
token to sifarish ke liye use hota hai. waise Paint companies coupon / token schemes chalati hain to jo companies aisi schemes nahin chalati wo kehti hain ‘token wale paint se door bhagen’.
Re: Timepass November 2014 (Iqbal ka maheena)
![]()
Bhai Hum To Bank maiN Checque Kay Liye jaiN to Kaha Jata Tha Pahlay Token Lay Lo. Aaj kal to Automatic Machine say Token Liye Jatay haiN
Re: Timepass November 2014 (Iqbal ka maheena)
oh wow…lolz
maiN ne abhii ek paint kaa commercial dekhaa dunyaa News par jo ek qawwaali kii soorat meN hai…qawwal kahtaa hai k:
**
Token se zaraa bach ke
Token se zaraa bach ke**
![]()
Re: Timepass November 2014 (Iqbal ka maheena)
Haan Parking Wallay Bhi Parking Karnay Par Token Lagata haiN aor Kahtay haiN Bao Jee Token To Lawa Lo, jee chahta hay Ser Phar Doon aiveen main 10 20 Rs ka nuskha aor un par likha hota hay Gari ko Nuqsan Phunchnay Key Surat maiN Hum Zimay Daar NaheeN ![]()
Re: Timepass November 2014 (Iqbal ka maheena)
haN, vo to mujhe pataa thaa…ham bhii token le le kar hii baRe huye haiN! ![]()
Re: Timepass November 2014 (Iqbal ka maheena)
Kia Aap Ko Sika Dia Jata Tha Chequie jama karwatay hoye ? Aik Dafa Maira Bhai ko College maiN Professor Nay cheque cash karwnany bhaija, woh Bay chara bank gia mujhay Batay Baghair (waisay maiN bhi Kabhi Bank NaheeN Gia tha. Uss KO Sika mila to woh Sika jaib maiN Daal Kar college aa Gia, Jub Professor nay kaha maira Cheque Cash ho gia to uss kay Hath par Sikka Rakh Dia ![]()
Re: Timepass November 2014 (Iqbal ka maheena)
hahahahaha…OMG…inne bhole the bhaiya jii?
:
mujhe bhai paise dete k jaao phone se gas cylinder order kar do…mujhe fone karnaa nahiiN aataa thaa so maiN cycle pe jaataa, gas order kartaa aur fone waale paise apne jeb meN rakhtaa…aksar moHalle waale bhii yeh kaam mujh se karvaate…do chaar fone karne ke ba’d ek movie dekhne ke liye paise ikaTThe ho jaate. ![]()
Re: Timepass November 2014 (Iqbal ka maheena)
Waisey Ager maiN Bhi Jata to Shayad Yahi karta ![]()
Aik Aur Main Nay apnay dosray Bhai ko ghalti say Bank Bhaija kah mairay Dost ko Paisay Send Kar do, Shaam Ko Jub aaya to uss nay aik form mairay hath main day dia jiss kay sath ID Card key copy Bhi thi keh ho giay send. MaiN Paraishan Kahir 3 Din paisay nah phunchay to main Ghussay Main Bank Gia to woh Loog Ghusay maiN mujh par charh gaiay kah hum uss din Aadhi Raat tuk baithay Rahay Kah Paisay Ziayda Kaisay HO gaiy "Aap Ka Bhai nay Form lay Jama he naheeN Karwaya Sirf Paisay Day Gaiay " ![]()
Re: Timepass November 2014 (Iqbal ka maheena)
yeh Kia Cheez hay ![]()
…
Re: Timepass November 2014 (Iqbal ka maheena)
:hehe:
Re: Timepass November 2014 (Iqbal ka maheena)
utho jago poetry walo, Nove aa gaya hai. ![]()
Re: Timepass November 2014 (Iqbal ka maheena)
![]()