Timepass November 2014 (Iqbal ka maheena)

Re: Timepass November 2014 (Iqbal ka maheena)

iske liye pehle iss sawal ka jawab dhoondna pare ga.. kiya muhabbat ko lafzon main bayan kiya ja sakta hai?

shayad nahin… aur agar kiya bhi ja sakta ho to aaj mere liye definition kuh aur hogi. kal mera mushahida, mera tajruba iss definition ko change kar de ga. ye sirf muhabbat ke liye hi nahin nafrat ke liye bhi kaha ja sakta hai.