Re: Timepass- May 2012
u ko ninno nahiiN aaying? kaise aaye? ab ‘Nindiyaa Raanii’ to u ke paas aane se rahii!!! ![]()
Re: Timepass- May 2012
u ko ninno nahiiN aaying? kaise aaye? ab ‘Nindiyaa Raanii’ to u ke paas aane se rahii!!! ![]()
Re: Timepass- May 2012
ap rani k sath kia huey ab har jaga rani hi rani nazar aate hi:5:
Re: Timepass- May 2012
ager u ko neend nahi aarahi hai to neend ko app aajain. ![]()
Re: Timepass- May 2012
mi ne bohat try ki hi urr irr k:bummer:
Re: Timepass- May 2012
merii nindiyaa raanii to Khud so rahii hogii kahiiN ![]()
Re: Timepass- May 2012
kahen kia matlab ap k pas q nahi ![]()
Re: Timepass- May 2012
maiN ‘Nindiya Ranii kii Sautan’ jo khaataa huN ![]()
Re: Timepass- May 2012
kese khate hen:confused:
ap es waqt jag rahy henapki baji mi kia ghara hi
Re: Timepass- May 2012
unkay bajay main 12:30 am hongay. ![]()
Re: Timepass- May 2012
ap k
Re: Timepass- May 2012
unkay bajay main say aik ghanta pechay karlain. ![]()
Re: Timepass- May 2012
ap ham se 6 hrs peche hein bas
Re: Timepass- May 2012
5:30 horahay hain?
Re: Timepass- May 2012
g
Re: Timepass- May 2012
subah kay ya sham kay?
Re: Timepass- May 2012
am sab so rahy hein:bummer:
Re: Timepass- May 2012
maiN 2 am par sotaa huN aur kal chhuTTii bhii hai…Queen Victoria Day hai na ![]()
Re: Timepass- May 2012
yeh wali chutti ham ko kiyon nahi milti hai.
Re: Timepass- May 2012
aap log Queen kii Ghulaamii jo nahiiN karte…chhuTTii chaahiye to uskii Ghulaamii kareN ![]()
Re: Timepass- May 2012
han mujy lagta hy vo thi bhi hamari ![]()