Re: Timepass- May 2012
Agar main kahoon ke main hoon to aap naraz to nahin honge :sid:
Re: Timepass- May 2012
Agar main kahoon ke main hoon to aap naraz to nahin honge :sid:
Re: Timepass- May 2012
mein sirf naraz hee nahin hoonga, yeh forum chor ker chala jaoun ga. ![]()
Re: Timepass- May 2012
Per abhi 1130 bajne main thodi der hai.. main waise bhi aaj office se kaam laya hoon.. sath sath wo bhi kar loon ga.
Re: Timepass- May 2012
![]()
:cobra:
Re: Timepass- May 2012
Walaikumassalaam
Re: Timepass- May 2012
UZ Baji kia haal hain aap kay :cobra:
Re: Timepass- May 2012
Mien theek hoon ![]()
Re: Timepass- May 2012
Zukam hay to aram karain ja kar ![]()
Re: Timepass- May 2012
Zukam nahi hai Rona ata hai ![]()
Re: Timepass- May 2012
youn ro lain aap ![]()
iss tarah ronnay par to ghin aati hain mujhay ![]()
waisay ronna keon aa raha hay ![]()
Re: Timepass- May 2012
utho jago poetry walo naya CM aa gaya hai. ![]()
Re: Timepass- May 2012
uncle aaj nashte main kia hai?
Re: Timepass- May 2012
![]()
apun tayyar hay ![]()
Re: Timepass- May 2012
Kis cheez ke liye tayyar ho?
Re: Timepass- May 2012
Jub jub koi zalim aye ga Sannnan tayyar ho ga uss kay liye. ![]()
Re: Timepass- May 2012
aap key muhabatoon ka buhat buhat shukaria ![]()
Raat he khawab main main nay aik Banda Jano mar dia ![]()
Re: Timepass- May 2012
Sultan Rahi ka assar lagta hai. ![]()
Re: Timepass- May 2012
Kiyun Raat ko star plus dekh kar soe the?
Re: Timepass- May 2012
Ae Dil Tu Dharak Magar Itna To Zara Soch,,,,
Tere Jazbat Aur Hain,Mere Halaat Aur Hain....
Re: Timepass- May 2012
اسلام عليكم و رحمة الله و بركاته