I mean chawalon ka paratha... chawal ki roti do tareeqe se bunti hai.. ek to aate main kum pani daal kar mota goodh ke.. wo roti bilkul plate jaise bunti hai.. doosre tareeqe main aae main pani ziada dalta hai.. aur uss jo roti bunti hai wo dosa se milti julti hoti hai.. uss per agar makhan ya ghee laga dia jae to parathe ka maza aata hai.