Timepass- May 2012

Re: Timepass- May 2012

kardia hai.. Sannan ke padhne se pehle :wink:

Re: Timepass- May 2012

Sannan say sub chezain bacha lo :sannan:

Re: Timepass- May 2012

Aap ne kia karna tha padh kar ke? :faizy:

Re: Timepass- May 2012

kar di hay :cobra:

waisay utna ziyada to naheen hoi theen :wink:

Re: Timepass- May 2012

Fazil ray daini thi :cobra:

PA main achay achay thread aay hoye hain aaj kal :fatee:

Re: Timepass- May 2012

:smiley: shukerrr

Sannan aur unke multis se kya bach sakta hai ?:hehe:

ISI should hire sannan n his skills:hehe:

Re: Timepass- May 2012

:bummer: parh lee ?

Re: Timepass- May 2012

Sach as? FAA pe koi thread hai ya nahin?

Re: Timepass- May 2012

:smilestar: your net is sloww…aaj PA ki zaroorat nai:@:

Re: Timepass- May 2012

bilkul naheen :stuck_out_tongue: main soch raha hay larki wallay nick ko poetry main lay aaon :omg:

I’m already :smokin2:

haan jee :cobra:

main nay aaj kissi post main FAA ko quote kia hay :@:

Re: Timepass- May 2012

:smack: sharam nahi aati larkiyon wala nick banate huay

Kaheen jiia aapka he multi tou nai:hayaa:

Re: Timepass- May 2012

Maira aur Sharam ka kia kaam :cobra:

kabhi kabhar ghalti say she key bajay he key sound nikal aati hay uss nick say :omg: naheen mairi nick naheen hay jiia :wub:

Re: Timepass- May 2012

:Dmere busy hone ka yi matlab nahi ke mere yahan nazar nahi:bailan: :bailan:

Re: Timepass- May 2012

:salam: kia Haal haiN Jiia? aajkal nazar nahiiN aatiiN. kia koii Khaas baat huii? :wink:

Re: Timepass- May 2012

:wsalam:

KKF kaise hain aap? Aap ne kuch bataya nahi deron aur chopal ke ooper :faizy:

Re: Timepass- May 2012

Walaikum as salaam KKF surf jia hi important hai;)

Re: Timepass- May 2012

:salam: Aap bhool ker ghalat forum mein aa gaye hain. :emmy:

Re: Timepass- May 2012

Uncle inhon ne iss baat per yaqeen kar lia hai 'Qadar kho deta hai roz roz ka aana jana' ;)

Re: Timepass- May 2012

Kabhi Banda busy ho jaata hai :frowning: routine mien Anay mien time laga :frowning:

Re: Timepass- May 2012

Jub banda saal mein eik baar aye toh phir busy ka bahana nahin chalta. :hehe: