Timepass- May 2012

Re: Timepass- May 2012

unn ko apna mureed bananany :fraudia:
Peer Sannan Flirty :cobra:

Re: Timepass- May 2012

Boht hi khabees log hain :mad2: Ye pehle se aise the ya ab pagal hue hain

Re: Timepass- May 2012

:cobra:

Re: Timepass- May 2012

dhean se zara
:fatee:vo vese hi mureed banne ko ready rehty hen

ZADAA CHIKNA CHAMYLA BANNE KI ZARURAT NAHI:bizz:

Re: Timepass- May 2012

Chickni chamela pawwa chadane aaya.... Shainkhon ke paas 100 rupe ka note khulla karane aaya :)

Re: Timepass- May 2012

jub say main nay salary par objection laga dia tha :cobra: yaar bari bari galiyaan di hain main nay room say bahir nikal kar :aj: :mad2:

tumhain bara tajarba hay :bizz:

Re: Timepass- May 2012

You mean charas se bhari?

Waise kamre ke bahir to sare hi galiyan dete hain :rotfl:

Re: Timepass- May 2012

yara chars naheen thi sada he thi :sunnyboy:

room main main sober bananay key koshish kar raha tha leekan lag raha tha Mazdoor aur Thaikaydaar ka jhagra ho raha hay :cobra:

Re: Timepass- May 2012

Maa sadqe Maa wari :(

Re: Timepass- May 2012

mujy kia :barbie:

Re: Timepass- May 2012

jaa k aate hun sham ko:teggy:

Re: Timepass- May 2012

tumhain kia :wink: waqai tumhain kuch naheen hay :hmmm:

Re: Timepass- May 2012

yaar tumhari awaz ittni khoufnaak keon hay :bummer: mairay kanoon kar parday phat gaiy :frowning:

Re: Timepass- May 2012

Aaj ninja ne PA main wajib ul qatal ka fatwa dia hai :fatee:

Re: Timepass- May 2012

Crappy mood crappy day getting crappier

Re: Timepass- May 2012

:hinna: per huwa kia?

Re: Timepass- May 2012

Kuch hona zaroori hai ?:(

Re: Timepass- May 2012

Mood to ander ya bahir ka mosam kharab hone se crappy hota hai… :hmmm:

Re: Timepass- May 2012

Bahir waley tou beycharey bohot sweet hain…they deal with my crappy mood swings all the time & are still patient with me.:hinna:

Re: Timepass- May 2012

mere ander koi bikhra huwa hai kuch dino se :hinna: