Timepass- May 2012

Re: Timepass- May 2012

aa gaye baaqi bhi sub shareef ul shurafa :hoonh:

Re: Timepass- May 2012

bhai bus thori kasar rah gai thi :omg: :rotfl: woh to baychara mujh say chupta phirta hay aab :rotfl:

woh joke naheen tha Farmaishi program tha :omg: :rotfl:

Re: Timepass- May 2012

:lahol:
aap log koe dhang ke topic pe guftugu nahi ker sakteyyy

Re: Timepass- May 2012

Leekan aap say barh kar masoom naheen banay hoon gaiay :@:

Re: Timepass- May 2012

yah jo TV par add aati hay Bachay do he achay :ahaa: iss kay baray main guftagu karain kia :cobra:

Re: Timepass- May 2012

farmaishi program …:omg:
naya suit pehan ker pik bhejne to nahi kaha tha…:smiley:

Re: Timepass- May 2012

:hat: per main to life1 main kisi ko tang nahi karta

Re: Timepass- May 2012

jahan sirf larkey hoon wahan wht more can i expect :zobo:

Re: Timepass- May 2012

Ghar nae jana aaj :sannan:

Re: Timepass- May 2012

:alhamd:

jee app koi takleef. :snooty:

:5:

:@:

:cb: well my claims were confirmed by inspi too. :snooty:

Re: Timepass- May 2012

inspi knows the art of dil rakhna :p

Re: Timepass- May 2012

Ittna shareefana naheen tha :fatee:

aap to tang nahen kartay leekan Flirt karay hain :@: main nay abhi abhi flirt ka matlub parha hay :omg:

Keon tum nay gari andar khari karni hay kia :emmy: main apni cycle baad main park kar doon ga tum fikar mat karo :sannan:

Re: Timepass- May 2012

Aap kuch aur maang letin.. qabooliyat ke ghadi thi

Re: Timepass- May 2012

flirt :rotfl:

Re: Timepass- May 2012

Horn kharab hai, jaldi bahir aa jao apnay manji hotel ki managery chorr ker :smilestar:

Re: Timepass- May 2012

Ehsan uncle kahan hain :teary2:

Re: Timepass- May 2012

:emmy: what happened?

Re: Timepass- May 2012

woh restaurant main busy hian.

Re: Timepass- May 2012

Unka roob he iss thread ke liye kaafi hai :zobo:
and he still has my pending talking chocolate to give:(

Re: Timepass- May 2012

aur hum yahan bhookey hain :naak: