Timepass- May 2012

Re: Timepass- May 2012

Aik do degrees zyadah he hoti hai wahan…:hehe:

Re: Timepass- May 2012

waise aap kabhi Ta'if gai hain?

Re: Timepass- May 2012

Last April...had an 8 day road trip...stopping at riyadh for 2 days,taif for 2 days ,makkah & madinah 1 day each ...rest on the road :)

Re: Timepass- May 2012

tou kai banda pent gandi kar lay :blush:

:hug: kia haal hain aaj kal aur kia bana uss ka :wink:

kia howa :hehe:

:ast: jhapi sirf larkay daltay hain :sannan:

Re: Timepass- May 2012

wo aap ki ghair mojudgi main sukoon se hai, no panga :hehe:

Re: Timepass- May 2012

Kia Taif main baraf padti hai?

Re: Timepass- May 2012

as far as i heard,aik dafa pari thee…but i had gone in summer…was fun

ye kaunsa new fatwa hai :emmy:

Re: Timepass- May 2012

Ab shaikhon ke des gaya hai fatwa nahin dega to kia shawarma beche ga :hehe:

Re: Timepass- May 2012

Wahan aur bhi bohot kuch hai :smooth:

Re: Timepass- May 2012

Lag to kuch yehi raha hai.. Sannan sarkar tik kar post hi nahi kar pa rahe.. kuch to hai :hehe:

Re: Timepass- May 2012

Wahan k rung dekh k unko hosh o hawas urr gaye hongey:hehe:

Re: Timepass- May 2012

nahin ab aisa kacha bhi nahin.. ghaat ghaat ka pani pia hua hai Pakistani bache ne :hehe:

Re: Timepass- May 2012

sahee baat karein, ghaat ghaat ka cigarette piya howa hai. :rotfl:

Re: Timepass- May 2012

tou ho jay koi new panga :wink:

molana sannan ka new fatwa hay :fraudia:

khak hay :barbie: lakhoon kay hisab say har taraf philpino he chaltay phirtay

:smiley: :sannan:

Re: Timepass- May 2012

:omg: :emmy:

Re: Timepass- May 2012

apni bhi kia zindagani hai
Pardes main yaad aati naani hai :hinna:

Loadshedding wala Pakistan yaad aa raha hai? :faizy:

Re: Timepass- May 2012

Muqawee,sannan pak mai kub thay ?:konfused:

Re: Timepass- May 2012

:salam:

Re: Timepass- May 2012

:emmy: to kia mareekh pe the?

Re: Timepass- May 2012

:wsalam: kaise hain aap.. billi maar li aap ne?