Timepass- May 2012

Re: Timepass- May 2012

Jub Gilani kay zeray sayah raho gewy toh tannay hee milein gey. Shukar karo uss kay dorey hakumat mein kuch toh mila. :hehe:

Re: Timepass- May 2012

:emmy: mazloom ki aah forun aasman tak jati hai… aap ke mulk ne hamare bhagodon aur Rushdie jaise kafiron ko panah di rakhi hai..

Re: Timepass- May 2012

Filhaal aap kee aah WAPDA tuk hee pauhnch jaye toh baree baat hai. :rotfl:

Re: Timepass- May 2012

:aj: uncle aap aaj pakka star plus dekh ke aae hain.. aap ke taane sun kar mujhe Ramola Sikand yaad agai :rotfl:

Re: Timepass- May 2012

:salam:
:insh:
:alhamd:

:mash2::subhanahu::subhanahu:

:mash:

Re: Timepass- May 2012

:wsalam: lagta hai mosuf kisi Arab country main pohunch gae hain :e6:

Re: Timepass- May 2012

:salam: Happy Saturday Morning…i’ve the whole house to myself…i’m ‘Home Alone’ and i’m 'SCARED!" :wink: :cb:

Re: Timepass- May 2012

Jab pyar kia to darna kiya :wink:

Re: Timepass- May 2012

:crying:

Re: Timepass- May 2012

Rona chahe ro na pae, dil kitna majboor hai :crying:

Re: Timepass- May 2012

mein teekey wali Soi chibhoo deti hoon :P

Re: Timepass- May 2012

aur phir bhi bunda na roe to?

Re: Timepass- May 2012

zaahri rona ya doosra :P

Re: Timepass- May 2012

zahiri rona :crying:

Re: Timepass- May 2012

Zaahri hai to phir to koi massala hi nai :crying:

Re: Timepass- May 2012

:crying:

Re: Timepass- May 2012


mujhe muGhl-e-'aazam kaa Dar nahiiN...:p

Re: Timepass- May 2012

:hehe:

Re: Timepass- May 2012

Kharboozay koh dekh ker kahrbooza rung pakrta hai. :naraz:

Re: Timepass- May 2012

aap ne kharbooza kis ko kaha hai :hehe: