Re: Timepass- May 2012
Aap kee ban honay kee khawhish kabhi poori nahin hogee. ![]()
Re: Timepass- May 2012
Aap kee ban honay kee khawhish kabhi poori nahin hogee. ![]()
Re: Timepass- May 2012
mm aa jaao im hving wo jo tumhe pasand hai ![]()
Re: Timepass- May 2012
kabhi to hogi ![]()
Re: Timepass- May 2012
ab tak to kha b li hogi ![]()
Re: Timepass- May 2012
haan
pighal rahi thee na
Re: Timepass- May 2012
Kulfi? ![]()
Re: Timepass- May 2012
kon kulfi khila raha hai?
Re: Timepass- May 2012
aap dono kulfi kyon keh rahe hain jub its qulfi ![]()
is it kulfi ya qulfi ? koe kulfi kehta hai koe qulfi…ab se mainey tou “MM wali icecream” naam rakh diya hai ![]()
Re: Timepass- May 2012
Kulfi is qulfi, koi farq nahin parta K say kaho ya Q say, maza wahee rahey ga.
Re: Timepass- May 2012
but sahi kya hai ? ![]()
Re: Timepass- May 2012
k wali kulfi achi hai aur Q wali kharab.
Re: Timepass- May 2012
![]()
Jummah Mubarak ![]()
Re: Timepass- May 2012
![]()
![]()
Re: Timepass- May 2012
Jiti raho khush raho
:crying:
Re: Timepass- May 2012
K wali kulfi ho ya q wali qulfi
ehsan uncle ko koi nai milni
qulfi dekh kar uncle ka dil lalchaya
MM ne aa kar uncle ko teeka lagaya
![]()
![]()
Re: Timepass- May 2012
subh subh jang aur teekon ki baten
Re: Timepass- May 2012
subh subha qulfi ki baat b ki hai ![]()
![]()
Re: Timepass- May 2012
uncle ko teekay se dar nai lagta kulfi se lagta hay crying
Re: Timepass- May 2012
jite rahien khush rahien . . .
Re: Timepass- May 2012
aap ko nai pata ye secret baat thi uncle ki jo mein ne bata di hai ![]()
![]()