Timepass- May 2012

Re: Timepass- May 2012

i am in Univ yahan Professor ko tang kiya sawaal kar ke :stuck_out_tongue:

IS bhai meri naqal na utarein :crying:

Re: Timepass- May 2012

MM galay ka kaya haal hay ab :crying:

Re: Timepass- May 2012

mai tu karoon ga :crying: ar zor zor se karo ga :crying:

Re: Timepass- May 2012

I used to do that too :hehe:

Re: Timepass- May 2012

dosre room tak mehdood karna chahti hain aap :@:

Re: Timepass- May 2012

muje teacher se question pochna bilkul b acha nai lagta tha/hay :@:

Re: Timepass- May 2012

yes I want doosre room mai bhi :D

Re: Timepass- May 2012

mai tou teacher ke jaan khaa leyti thee jub tuk I dont understand :hehe:

Re: Timepass- May 2012

gala to daba diya uncle ne ab theek hai issliye :crying:

kya karain ge aur kiyoon :crying:

aap meri aapi jo hain mein apke naqsh-e-qadam pe chal rahi :crying:

Re: Timepass- May 2012

us k laiye 2 kaam karna parhien ge :@:

Re: Timepass- May 2012

did you know mai apni chocos bhi dey deyti hoon subko…ab jaldi mere naqsh e qadam pe chal ke apni chocos mujhey do :chilly:

Re: Timepass- May 2012

kya aur kya ? :5:

Re: Timepass- May 2012

bichara teacher
ab yai haal aap ki/k students karte hon ge :@:
coz
jaisa karo gay wesa baro gay
:chai:

Re: Timepass- May 2012

zaida zor se dabaya ya araam se :crying:

naqal karo ga ar is laiye karoo ga k muje ganday kaam karna acha lagta hay :crying:

Re: Timepass- May 2012

software ar network cable :@:

Re: Timepass- May 2012

merey paas qulfiyan hain chocos aap hi khaein :barbie:

Re: Timepass- May 2012

aram sey hi dabaya tha :crying:

naqal karna to acha kaam hai :crying:

Re: Timepass- May 2012

:smack: cable iss room se uss room tuk ley ke jaongi kya :emmy:

its kulfiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiii :emmy:

Re: Timepass- May 2012

kulfi nai qulfi hota hai :barbie:

Re: Timepass- May 2012

chocos :yuck: