Timepass- May 2012

Re: Timepass- May 2012

koi baat nai ab utha dain
wo u ko sone nai daita raat ko is laiye ab u b use na sone do :@:

Re: Timepass- May 2012

nahi na.. wo to baby hy usko kya pata din raat ka

Re: Timepass- May 2012

pir u us ko tang kyo karti ho coz usay tu filhal u k elawa kesi cheez ka nai pata :ASA:

Re: Timepass- May 2012

Poetry walo koi lunch ka intezaam karein, bhook lagee hai.

Re: Timepass- May 2012

khud bana k khain coz yaha pe lunch time kab ka khatam ho gaya hay :@:

Re: Timepass- May 2012


pta nahi.. nahi karna chahti :( mujhy konsa khushi milti hy aisy kar k

@ehsan uncle.. ap hum paindoo logon ka khana pasand nahi karo gy.. pana bary sheher wala khud bhi khayen hamain bhi khilayen

Re: Timepass- May 2012

nai u ko sukoon milta hay :@:

Re: Timepass- May 2012

nahi milta.. baad main bht dukh hota hai :(

Re: Timepass- May 2012

is dukh se bachne k laiye apne aap ko pehle hi control kar liya karo na :@:

Re: Timepass- May 2012

Nahin, aaj paindoo khana bhi kha lein gey. :hmmm:

Re: Timepass- May 2012

@is bhai nahi hota :frowning:

@ehsan uncle… kitny pukhy shody wady sheher waly… :hoonh:

Re: Timepass- May 2012

pir aalllo anday bana k kha lain :@:

Re: Timepass- May 2012

ho jata hay ho jata hay
beshak ehsan uncle se poch lo
:snooty:

Re: Timepass- May 2012

:mash: punjabi baree zabardast bolday ho. Waisay Bury vich chuj da khana wee milda wey ka nain.

Re: Timepass- May 2012

allo khanay say sugar high ho jagtee hai. :emmy:

Re: Timepass- May 2012

allo namkeen wale khain mithe wale nai :@:

Re: Timepass- May 2012

Starch hotee hai joh kay sugar high kartee hai :smack:

Re: Timepass- May 2012

tu aap wo wale Starch use kiya karien jin se suger high nai hoti ya pir anday karailay bana lain :@:

Re: Timepass- May 2012

kya khaane ke baat ho rahi hai :blush:

Re: Timepass- May 2012

nai sone ki ho rai hay :stuck_out_tongue: