Re: Timepass- May 2012
main cool mind honay key koshish kar raha hoon :mirch: ![]()
Main Zardari kay naqash-e-qadam par chaloon ga aab
bus soch lia hay main nay ![]()
maira CV daikh kar loog mujhay forn hire karnay par aamada ho jatay hain :cobra:
aaj kaal aap ka mizaaj aashiqana hota ja raha hay ![]()