Re: Timepass- May 2012
aur Zameen opar aasmaan neechay agar koi bud khabar sunnanay ko milay tou ![]()
main aik dafa February main Jacket pahan kar Karachi gia aur jaisay he Airport say bahir aaya daikha kah loog to t shirts main phir rahay hain
mujhay youn laga jaisay main Europe say idhar aa gia hoon ![]()