Re: Timepass- May 2012
![]()
hum soye kub thay :hinna: har ghantay baad light ghayab UPS bhi taan taan karnay lag gaiay hain ![]()
mairay illaqay main Khadm Aala bhi phunch gaiay thay aur main nay bhi do wattay Bus par maray thay :cobra:
main Multan ja kar Gailanai kay ghar par pathrao karoon ga ![]()