Re: Timepass- May 2012
dada hain woh ![]()
idhar he dhakay kha raha hoon
rooz bulatay hain aur shaam ko wapus bhaij daitay hain ![]()
leekan main bhi maha dheet hoon kuch naheen poochta hoon aur
laga kar wapus room main aa jata hoon … May be 2morrow ll get some news :cobra:
koi mutzaad naheen hain ![]()
Cirgut peetay kissi nay distrub kia main nay ghussa kia aur phir khari khari suna deen jub woh ghussa karnay laga to so gia main ![]()