Timepass - June 2013

Re: Timepass - June 2013

:wsalam:

kya baat hai…bijli aa gaye? :smiley:

Re: Timepass - June 2013

ji ji…aa hi ga`e :slight_smile:

10pm pay phr chali ja`ay gi…:frowning:

Re: Timepass - June 2013

walikum asalam :yahoo:

app enter hu rahey hain main delet hu rahi hun :rotfl:

i hope kal jese hi hungey :stuck_out_tongue:

allah hafiz

bohut kaam kerna hai :bummer:

Yahan py kitny log dukhi hain is wkt? Hakuna ny ilzam lgaya hy poetry walun py :bummer:

Re: Timepass - June 2013

Present Miss…

kis kisam ka ilzaam…?

Re: Timepass - June 2013

:salam: everyAIK :@:

kya haal chaal hai sabka…

oh GOD Marina itni jaldi yahan pe aa ker bta diya :omg:

aap in sabko cafe me bhi invite ker sakti thein :rotfl:

Re: Timepass - June 2013

Maktab e ishq ka dastoor nirala daikha

Usko chhutti na mili jis ny sabaq yaad kia.............:D

Re: Timepass - June 2013

OYE HOYE HOYE :salam: Paa jiiiiiiiiiiiiiiiiii :hugz:

kese hein aap ?? :@:

kafi din baad mulaqaat hui… kesa chal raha hai sab??

Re: Timepass - June 2013

:wsalam: kuch khass nhi…lite k janay ka intizaar…:stuck_out_tongue:

Re: Timepass - June 2013

:alhamd:

Malik ka ehsan hy…:slight_smile:
Aap suan`ayn Karobaar kysa chal raha hy…?

Sab sy safe jaga yehi hy aj kal GS ki safai ho ri hy flooders k khilaf tehreek chal ri hy log ro rahy hain k hamars thread derail kr diya isi liye me ny yahan btaya

Re: Timepass - June 2013

lol :omg:

yahan pe hai hi nahi :hehe:

good to know that :@:

sab fit faat hai ALHAMDULILLAH… aap sunaein Bhaiya ji halaat ke baare me wahan ke ??

Aap wakai dukhi hain? Hakuna ny ilzam lgaya hy k poetry waly har wkt roty rehty hain

Re: Timepass - June 2013

lol :omg:

itni investigation airport pe custom wale nahi kerte jitni aap ker rahi hein :rotfl:

Me ny to bus message convey kia hy aap ka :sid:

Re: Timepass - June 2013

:nahi: nahi to Main to Muskura raha hon…

Aap ny ye line to PaRhi hi hogi…“Dard jab Had sy BaRhy ga to Muskura donga”

or ye song bhi…Kuch isi terhan hy shayad

Dard mein ye Lab Muskura jaaty hyn…
Beety Lamhay humyan jab bhi Yaad aaty hy…

Re: Timepass - June 2013

Baray haule oo taidd de :omg:

Re: Timepass - June 2013

Acha, Kab tak aa`ay gi…?
Halaat k baray mein kia sunayn gay…yahan to ye sab normal ho chuka hy…:hehe:

Is ka mtlb hy aap wakai dukhi hain hakuna theek keh raha tha :frowning:

Ji ni ye koi raz ni tha jo me ny fash kia.bary bary raaz pta hain mujh ko to :stuck_out_tongue: