Timepass - June 2013

Re: Timepass - June 2013

App bohut bara sadma laga hai naa mujhe tu dimagh ghom gaya hai :silly:

Re: Timepass - June 2013

Devil dayaan sey hi baat kerey ga naa :lifey:

Re: Timepass - June 2013

kis ne dia itna bara sadma:ASA:

Re: Timepass - June 2013

nice observation:chai:

Re: Timepass - June 2013

Main nahi kehta

movie wale keh rahe thay

Re: Timepass - June 2013

OK my time to sleep
Allah Hafiz
take care all of you

Re: Timepass - June 2013

ab nikal bhi:sannan:

Re: Timepass - June 2013

Deewar se takker hugayi thi wahan sadma likha tha wo mujhe lag gaya :omg:

Re: Timepass - June 2013

Haan

Mujhe bhi nazar aa raha hai

C U kal

Take care

Allah Hafiz

Re: Timepass - June 2013

:salam: baby

Re: Timepass - June 2013

:salam: 2ston…

Re: Timepass - June 2013

OYE HOYE… :wsalam:

Bhaiya ji kya haal chaal hai.. and kya ho raha hai…

bari dair baad mulaqaat hui hai :hugz: :flowers:

Re: Timepass - June 2013

baby bhaag gaya… :hmmm:

kaise hain baqi log. kia chal raha hai zindagani main

Re: Timepass - June 2013

:alhamd:

Karam hy Malik ka…:bulbuli:

Kuch khass nhi, wohi normal days hyn…

ji dair baad to ho rahi hy…lykin kuch arsa Aap ghaib rahy or kuch mein…

Main to KESC ki Karam nawazi bhughat raha hon…
Aap kahan chalay ga`ay thy…?

Re: Timepass - June 2013

bhaag gaya…:hmmm:

Kis k peechay bhaaga hy…?

Re: Timepass - June 2013

mein bhi BOMB hoon thank you bhaiya ji :@:

ji me bhi new business start ker raha tha..

aur btayeey kese din guzr rahe hein and mausam kesa hai wahan ka ?

Re: Timepass - June 2013

kisi haseen khwab ke peeche

Re: Timepass - June 2013

:salam: Bhaiya ji

how are you ?? :@:

Re: Timepass - June 2013

New business.. Motion pictures?

Re: Timepass - June 2013

:wsalam: karam hai malik ka.. aap sunaiye kia chal raha hai