Timepass - June 2013

Re: Timepass - June 2013

kal to pados se chane ki daal ka aaya tha lekin dry wala nahin.. sooji ki cheeki aur coconut ki tikya.. pateesa bhi aaya tha.. hamare haan khoye wala zarda aur broast bana tha… biryani aaj bani hai.