Re: Timepass - June 2013
Chanay ki daal ka Dry wala..............:)
kal to pados se chane ki daal ka aaya tha lekin dry wala nahin.. sooji ki cheeki aur coconut ki tikya.. pateesa bhi aaya tha.. hamare haan khoye wala zarda aur broast bana tha... biryani aaj bani hai.
tarash
June 25, 2013, 5:34pm
3826
Re: Timepass - June 2013
kya haal hai aap ka
kaisi guzri shab e barat?
Re: Timepass - June 2013
kya haal hai aap ka
kaisi guzri shab e barat?
so ke guzar gai
Re: Timepass - June 2013
kiya haal hai jaani??
mera baby mera jigri
main theek hoon.. aap sunao kal Sheikhon ne konsa halwa banta
Re: Timepass - June 2013
theek hon
time pass
aap ka kya haal hai?
Malik ka ehsan hy…
Achai guzar rahi hy…
Re: Timepass - June 2013
Jigar…
Kahan Ghaib ho…Or kis k chakkar mein…?
Re: Timepass - June 2013
so ke guzar gai
Q.......? Tabiyat to theak hyna..........?
Re: Timepass - June 2013
Good
Pata nahi
Mainu te nahi pata
Hum ne konsa us halwe ka achaar daalna tha
Re: Timepass - June 2013
per sona bhi to ibaadat hai na…
tarash
June 25, 2013, 5:45pm
3839
Re: Timepass - June 2013
per sona bhi to ibaadat hai na...
yeh kis mufti ne farmaya hai
Re: Timepass - June 2013
Kahin nahi
net prob tha
chakar to kai hain
Aap kis chakar k baare mein pooch rahe hain:@:
hor tuada ki haal chaal e
itne hafte kahan guzaare:faizy: