Re: Timepass - June 2013
nahi to Main to Muskura raha hon…
Aap ny ye line to PaRhi hi hogi…“Dard jab Had sy BaRhy ga to Muskura donga”
or ye song bhi…Kuch isi terhan hy shayad
Dard mein ye Lab Muskura jaaty hyn…
Beety Lamhay humyan jab bhi Yaad aaty hy…