Timepass - July 2013

Re: Timepass - July 2013

Kitne km hoga approx

By foot kitna??(mins)

Jigri ka jigar paash paash nahi karna chahiye

Re: Timepass - July 2013

10-11 Km hoga. By foot :emmy:

Re: Timepass - July 2013

Wah Mera farmabardaar kaka
Jiyonda rao

Baaqi bachre kide gaaye

Re: Timepass - July 2013

so rahe hain.. jume ke ba barkat din (wo bhi Jummat vida - non Ramadan) nahoosat phela rahe hain

Re: Timepass - July 2013

Bas
Phir aap ne kitna diya

Haan by foot

Aankhein kiyon dikha rahe

Aap ka paon to bhari na tha
K itna bhi na chal sake:aj:

Re: Timepass - July 2013

Maine kal ka poocha
kisi ne v jawab nahi ditta

Aap jaag rahe hain
To konsa teer maar rahe hain

Re: Timepass - July 2013

Karachi main rehte hain hum… 10km ka matlab subh se sham.. traffic ke sath sath lutne ka khatra.

hum ne 180 dia

Re: Timepass - July 2013

:attia:

chalo maar dia teer. khush?

Re: Timepass - July 2013

Bata rahe ho ya juta rahe ho

Subh se shaam = wekh bhaal k chalna

Yeni kiraya + protection money

Yeh kacchwa kahan se aa gaya

:nahi:

Re: Timepass - July 2013

suna hai Lahore main bhi bhatta lene ki reet chal nikli?

Re: Timepass - July 2013

Asslam o laikum
kia haal chal hy

Re: Timepass - July 2013

:wsalam: juma mubarak. kaise hai aap?

Re: Timepass - July 2013

khair mubarik ALLAH ka bra krm hy

Re: Timepass - July 2013

salam: all

Re: Timepass - July 2013

marinaaaa ....kahan hooo ??? :(

Re: Timepass - July 2013

showbiz forum me :mehr:

Re: Timepass - July 2013

miss ya :frowning:

Re: Timepass - July 2013

:hugz:chalo chalo me a gaye, kaisi ho?

Re: Timepass - July 2013

:hugz:

How are you ?
How is ur day so far ?

Re: Timepass - July 2013

aj thora free hun me to yahan a gaye